Hi readers, here is my second hindi poem in collab

Rakha h un yado ko smbhal k jisme tm hua krte the..

Rakha h un gulabo ko smbhal k Jo tmne pehli bar diya the..

Rakha h un sapno ko smbhal k jinko tmhare sath dekhe the..

Rakha h un chuskiyo ko smbhal k Jo tmhare sath baati thi..

Rakha h un hontho ko smbhal k jinpr tmhara hi nam tha…

Rakha h us kandhe ko smbhal k Jo ki sirf tmhara sirhana hua krti
thi..

Rakha h un nindo ko smbhal k jispr sirf tmhara haq hai…

Rakha h un raato ko smbhal k jisko tmhare sath bitaya hai..

Rakha h un lifafo ko smbhal k jinki chittiyo ko aj bhi tmhara intezar h..

Rakha h un ankho ko smbhal k jisko tmhara intezar hai…

Rakha h us vishwas ko smbhal k jisne tmhare lautne ki aas aj bhi zinda h..

Rakha h us dil ko smbhal k jisne tutne pr bhi tmhare lye dhadhakna nhi choda..

Ha rakha h humare uss har raste Ko smbhl kr jha se humari yadoon ka krwa guzra…

Ye yado ka Daur th Umar bhar hi chlta jaega…

Tera mere khayalon m ar mera tere khayalon m aana Jana chlta hi jayega…

Duriya majbooriyo se badhi h… Islye ye dilo ka milna chalta hi jaega…

Ha ab mulakate nhi hogi…

Batein nhi hogi… Sirf khwabo ka Sahara reh jaega…

Kismat ke sazish h ye khuda ne chaha th phir milan hojaega…

By Shraddha Shukla

and

Abhishek Dadhich.

Connect with me –

  1. Facebook link
  2. Google+
  3. Instagram
  4. YouTube

Connect with me on social media through the above link and travel through the journey of life.

Also read:

My first hindi poem

Ruko ab thoda theher bhi jao