Ye samay ki saazish thi ya kismat ka Khel…
Rato ki tanhai ya majboori ka fer…Ha whi kahaniya dimag m ghum rhi h…
Kasmo ar waado ki duhayi hr trf ghum rhi h…Dagamata hu fir uth jata hu..
Kam krte hue khi kho jata hu…Ant kuch samajh nhi arha h…
Shyad hamari khani ka Naya kissa likha ja rha h…